Search for Songs, Artists & Albums
Add Song
Add Song
Saaya Tera (From ""Rasa"")
Rishabh Panchal
Lyrics
Humming (x2)
dhoop mein
aanchal tum bane
girte har sitare se bas
maangu mai tumhe
khudse jab mai haarun
toh dhoondhun mai tumhe
mere yaar tum ho
sataun bhi mai tumhe
saaya tera saath raha
tu raha ya na raha
saaya tera saath raha
tu raha ya na raha
Humming (x4)
raaz tu
meri jeet ka
jawab tu
mere sawal ka
kaash tu dekh paata
kiss bulandi par mai hun
sapna mai humara
baant tujhse hi na saka
saaya tera saath raha
tu raha ya na raha
saaya tera saath raha
tu raha ya na raha
Humming (x4)
WRITERS
Rishabh Panchal
PUBLISHERS
Lyrics © IPRS
Share
See A Problem With Something?
Lyrics
Other