Ek diamond ring phna do na tum
Spoil me itna ki main accent mein bolu
Massage my ego sare par main apne kholu
Oo zara ferari mein ghumana
Sunlo main rani hun mujhe btana
Yh chaiye mujhko voh chaiye
Ek diamond ring or kya chaiye
Lelegi kya tu sab jawab chaiye
Kharche hai kya kya main kese btau
Dil ke yh jo tukde bhikre hai
Thak gya hun pr rukti na tu
Yh chaiye mujhko voh chaiye
Yh chaiye mujhko voh chaiye