Mujhe Jag Se Kya Lena Dena,
Main Mahakal Ka Bhakt Hoon,
Mujhe Jag Se Kya Lena Dena,
Main Mahakal Ka Bhakt Hoon,
Hai Hath Sada Unka Mujhpar,
Mujhe Jag Se Kya Lena Dena,
Main Mahakal Ka Bhakt Hoon,
Mera Gali-Gali Mein Hath,
Mere Kehne Se Pehle Hi Wo,
Mera Har Bhaaw Samajhte Hain,
Mujhe Thokar Bhi Lag Jaye Toh,
Main Unki God Mein Girta Hoon,
Har Baat Main Unse Kehta Hoon,
Prabhu Ke Charno Mein Rehta Hoon,
Mujhe Jag Se Kya Lena Dena,
Main Mahakal Ka Bhakt Hoon,
Mujhe Jag Se Kya Lena Dena,
Main Mahakal Ka Bhakt Hoon.