Jo b hai mere khaas , mere saath bolo
Aasma ye khula khulke tum Saans lelo
Gaane mere sunke zara sa tum Vibe karo
Jo b hai mere khaas , mere saath bolo
Aasma ye khula khulke tum Saans lelo
Gaane mere sunke zara sa tum Vibe karo
Don't give a fuck or Do I
Kahin na kahin se jalne ki boo aai !!
Peeth piche kare baatein are kyu bhaai
Zone mera alag toh Kaheki ummeed aai
Saare kare bus khaaat paaaat
Aapas me bhidke hee phat mat
Pata hai mujhe hai mere views kam par
Mujhse ladega Abe chal hatt
The chosen one im Christopher
Knock knock khada bahir kaun
Kehdo jake nahi sudaama haan
Pitaaji mai tera foofa naa haan.
Kitno ko choda kar rishtedaari
Aik bhi baar na khaali jaye ye waar
Gar chuku bhi toh Chuku mai karke yaari
Laal salaam ye Labz bhaari
Shabd ye khuda mai Kalam dhaari
Kare jo mere se saare kaale sawaal ye
Sasthang Swayam mai shbdawali
Subeh ke chaar bje sir pe taal baje.
Likhaai raat bhar tann ka taap badhe
Jagye jaag pade Mann mera jaap kare
Bande sare meethe ye Banke betaal khade
Par majboot bade mere Buniyaadeein ayye
Khada me beech is puliya ke
Par Dono tarafhee bus toh shunya hai
Pichle saal kare bade bade paaap
Bhaagidaar banna karke punya hai
Khabardaar duniya toh ik kutiya hai
Jo b hai mere khaaqqs , mere saath bolo
Aasma ye khula khulke tum Saans lelo
Gaane mere sunke zara sa tum Vibe karo
Jo b hai mere khaaqqs , mere saath bolo
Aasma ye khula khulke tum Saans lelo
Gaane mere sunke zara sa tum Vibe karo