Na jaane kaisi baatein hai jo dil keh paaye na
Na jaane kyon ye ek pal bin tere reh paaye na

Ke lagne laga khwaabo se behtar ye jahan, ye jahan
Tere hi khayalon mein katati raatein subah
Ke chaahe tujhko hi aur ye kuch bhi chaahe na, chaahe na
Haan de de apne dil mein tu thodi si jagah