Kinara dhundta itna shore
HipHop faila Bargad ke node
Aate jaate yaha kitne naate
Bhai bolte par kitna jaante
Ukhaad le murde mai pehle hi pishach
Ruke na kalam mai ho jaun saanth
Kya teri zaat kya meri hai zaat
Ye teri soch ye tera nakaab
Chal maaf kiya mene sabko
Bolaa feeka hoga gana agar
Saal bhar rha mai off beat
Naa aayi samjh Snare beat
Par ab dekh mai khauf cheez
Phir kaam kiya mene khudpe
Tere daam se aaj upar hai ladke
Cypher nahi mgr brutal hai ladke
Mastak me dera mai dastak damn yeah
Aandu pandu to choke bina slam
Vision hoga aur meri wo fam
Aur khau jaha pe thookta nai