Ye Koshishe par rukti nahi
Mujhpe karza hai sihayi ka
To kalam meri thakti nahi
Fir shakti fir na kare maan
Ghanta mujhe na farak padta
Chahe kamalu lakhon firbhi
Purse mein milti do hi chiz
Pehla maa baap aur dusra gandhi
Jalte raavan har saal yaha
To ravan ke beech kaha khogyi shanti
Dhundte hai ab saare mujhe
Par rishabh kisiko na dikhta
Nazar nazar lagi pe patta
Main toh gaayab Shinigami