Kalki baat Karu yaa mann ki baat
As of nikci minaj (Mazak bana diya)
Diye panne pe panne palat
Dusro ki thaali me Jhaake
Itni si baat Na aati samjh
Dhaar hai isse ya aari samjh
Karta khudki Na kisi ki nakal
Banega tu ya banega kaffan
Baate kare ye hawa ki yaaa
Laaya hu mai bhi tsunami haa
Ye plan me tha hi ni laala
Asal me mai kal ka Ujaala
Todne se pehle na kare gumaan
Baate kadwi tabhi hoti wo sach
Pehenle chaahe surya kawach
Aya game me mai hua prakat
Chale chaal aur saare kapat
Naa buraa manna mai thoda muhfatt
Maanega bhi to baaju latak
Pighle to the aaj launda hai sakht
Haarne ki na ab li hai shapath
Ye jhooti kasam hai ye jhoote zakham
Aankhe kholi to chatte bharam
Socha mene uljhane khatam
Peeche mooda to mere karam
Mehnat meri hai ye meri lagan
Hehratt nahi hai ye mera weapon
Beat pe walk or kaam wagon
Sath ho yaa naa i'll make it happen yaa