LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Destiny

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Zara haal toh suna


Wo jo naa kabhi kaha

Verse 1 —


Meri muskirahat ki tum
Ab bangaye ho wajaah
Ye khidkiyan hai khuli
Tu ik hawaa ka jhokaan


Ab bichad bhi jaayen kabhi
Kya hua.. to kya hua
Khona nahi tum mujhey
Hai dua ye hai dua


HOOK —

Badlega ye waqt bhi
Haan mai sawar jaaunga
Phir jo milngey kabhi
Tabhi bikhar jaaunga x2

Verse 2—

Ye duniya
Kabhi Barbaad ho
To pass aajana

Dil ki tum
Har Ik baatein
Mujhey sunaana



Kaha tak bhaagega tu

Mudkey tujhpey pe hi aaun

Mai Tera hi to deedaar hun

Bas Thoda sa Jeelun aaj

Pre chorus —

Tere intezaar me
Khona hai mujhey
Is jalti hui aag me
Sona.. hai muhey

Aur mit bhi jaaun kahi
Kya hua to kya hua
Ek din tum aajaogey
Hai dua.. ye hai dua

HOOK —


Badlega ye waqt bhi
To mai sawar jaaunga
Phir jo milngey kabhi
To mai.. bikhar jaaunga

WRITERS

Joshua Singh

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid, Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other