Paas nahi kyu mere ab tu.. ye puche tanhaaiyaan..
Tu bhi wahin hai wahin hu me par pehle sa kuch na raha
Kaise kahe….dil samjhe na haye re
Aise phira koi rah chune na haye re..
Nadaan dil ki yahi mushkil hai ki khone se tujh ko dare
Paya hai jo wo na kho de kahin
Jiya me shor si karti hai
Gayro si mujhe lagti hai ye deewaron dar ghar ki
Kaise kahein dil samjhe na haye re
Jiya main shor si karti hai
Kese kahein dil samjh na haye re