Toh kab tak rahe naraz hum
Waqt k andhero se jo nikal kayi saaz h
Ye unke darmiyaan ye waqt k hi raaz h
Na paas h, na tera wo ehsaas h
Par khaas h, jo bhi nede mere paas
Pehle lagti thi zindagi adhuri si andhero mein
Par ab saare ehsaas se ab milte ye jazbaat h
Laash the hum zinda phir bhi laash the
Khaas se na khud k hi hum khaas the
Bikhri rooh bas maya ko hi daat de
Bhatke mushafir jiske paas mein na raastein
Wo jo pehle se khilaaf the
Wo jo pehle se khilaaf unko
Wo jo pehle se khilaaf unko
Now I'm married to the game
Dastoor alag, alag se unke kayde
Bhatka k maan, logo k lete fayde
Inhi khafilon se aaye the
Par ab rahne do purani baatein andhero mein
Wo baatein sab najayaz se
Wo yaadein sab najayaz se
Ab main enlightened kuch nahi
Phir bhi sab kuch h paas mein
Jhute log nahi bas sache yaar saath mein
Khule ye kaynaat toh kyu rahu udaas main
Kafi karib nazdik jo kabhi khwaab se
Wo yaadon mein mere khaas h