Teri he baatein har pal kahe
Naa jaane kyu aese dil todke
Yun gum tum Ho gayi meri zindagi se
Wo waaste har faasle sabhi (Faasle sabhi)
Gumrah karti hai mujhe kahin (Hai mujhe kahin)
Najaane wo din aaega kabhi (Aaega kabhi)
Mulakaat phir ho paayegi (Ho paayegi)
Wese hi khoya hun mein tumhari yaadoon mein
Teri he yaad aati hai (Teri he yaad aati hai)
Pagal sa hogaya hun mein tumhare bina
Aab koi raasta mujhe bheka na payega kabhi
Dil tuta hai jo mera aab ye jud jayega yahin