LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

All In My Mind

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jismon se karta nahi main baatein
Seeney mein badley ki aag tab bhi muskuratein
Khamoshi lene lagi hai jaan par bol padhey meri aakhein
Tanhai hi aati hai raas aur kate meri ye raatein
Zindagi mein karna hai bhot kuch maanu khud ko main worthy
Mere tracks bajenge repeat pe because na likhu main cursive
Sapno ko siloon main darji
Haters ko hogyi hai sardi
Woh bhejte mujh ko arzii
Ke karlo thoda toh mercy
Na karu pretend main kru defend
Haathon ko mere tum bandho na
Jeena sikha maine gir gir ke
Mujhe tum theek se jaano na
Mera ye dard mere jakham unpe hi rakhta sabhar
Tum janoge jab marunga main ya banegi meri khabar
Duniya toh maaregi phattar, tu kaatna seekh
Zamane ki maa ki aankh kbhi na maangna beekh
Seeney me lagi jo aag voh paye na bheeg
Kal meri hai subha aur bawe na hoon main mera ateet
Afeem yeh kala main nashe me hota hoon dhutt aur
Farebi yeh bande jo peeto ke piche hai kuch aur
Wafa yaha kutte hi jaane bs
Woh chorde na tumhe jo haaro kal
Yaha thore mahino me badle sab
Toh khone ka mujhe ab hai ni darr
Padi na fikkar hai kisiki
Ladke yeh kare bs piche se talk
Chodle baate tu bawe pr mere darwaze pe kriyo na knock
Yeh kutte na kaate tu apne ilaake se bete bs bhaunk
Yeh khaali ke natak na chahiye ab jeevan me bacha na shauq
Kabhi na kiya hai kisika bura pr bura mai lagu toh usme bhi naaz hai
Khair ab bolu na zada jb mann mera pada hi shant hai

WRITERS

Harsh Singh, Prakhar Rao

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other