LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ranjhaa

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tu jeena sikha gyi par jeene nhi deti mujhe
Tu na kre baat teri aakhein sab kuch kehti mujhe
Duniya ko teri wafa ke kisse sunaye the
Jo aaj milte to bewkuf woh kehte mujhe
Tujhe jaan kehte the tu jaan lena chahe
Mere dil me kya hai tu ye smjh hi na paaye
Tasveero ko dekh ke main ro padta aaj bhi
Raato ko ab Bina roye neend bhi na aaye
Tujhe pta tujhse main kitna pyaar krta hu
Har baar meri waha ka izhaar krta hu
Teri har baat dil se main maan leta tha
Ab har baat dil ki main jaan leta hu
Tujhe mera khyal kabhi aayega ya nahi
Mujhe teri meri baatein yaad aati subh shaam
Tu mere dil ka haal shayad jaanta ya nhi
Main sochu tere baare or japu tera naam
Meri jaana main yaad hu na tujhe
Main lgana chahu dil pr woh sirf dhunde tujhe
Akeli nahi tu tere saath har pal rahunga
Tere saath na hokar bhi peeche sath rahunga main
Mujhe sun ke to dekh
Tere aakhon me na aaye aashun mera maatha chum ke to dekh
Main aaya tujhe dhundte hue
Tu bhi ik vaari mujhe jaana dhund ke to dekh
Jaana meri rooh teri rooh se judi hai
Mere dil ki saari nase ab sunn ho chuki hai
Tune dhoka diya ab main baaghi ban chuka hu
Meri saansein chal rhi hai bss wohi na ruki hai
Meri khamoshi bhi ab shor karne lgi
Main chahu dil jodna pr tu jodti hi nahi
Jeena sikha diya mujhe to fir ab jeene de
Tu Wafa ki woh chadar phirse audhti kyu nhi

WRITERS

Harsh Singh

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other