LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Unspoken

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mujhe tu beetein pal woh lautade
Chahein tu mile mujhe jaise saugate
Mujhe tu beetein pal woh lautade
Chahein tu mile mujhe jaise saugate
Main tere intezaar mein hoon betha
Chal mile aur karein phir do baatein
Mujhe tu beetein pal woh lautade
Chahein tu mile mujhe jaise saugate
Main tere intezaar mein hoon betha
Chal mile aur karein phir do baatein
Ab mujhme pyaar ka junoon hi nahi hai
Mera raha ab tujhpe fitoor bhi nahi hai
Par mera dil chahe tujhse mulakat aakhiri
Aur kahoon tujhse woh jo baatein ankahi hai
Tu yaadein ban gayi hai meri saansein ban gayi hai
Jinko dil se pukaaro kabhi aate hi nahi hai
Teri fitrat bhi ab tera ek raaz ban gayi hai
Tere bina meri zindagi bhi raakh ban gayi hai
Main sach ka ek niwala khilau tujhe
Sochu kabhi main tere khud se milau tujhe
Jo tu dhund rahi pyar ka haqdaar
Bata kitne aur shaks se rub rooh karaaun tujhe
Mujhe tu beetein pal woh lautade
Chahein tu mile mujhe jaise saugate
Main tere intezaar mein hoon betha
Chal mile aur karein phir do baatein
Mujhe tu beetein pal woh lautade
Chahein tu mile mujhe jaise saugate
Main tere intezaar mein hoon betha
Chal mile aur karein phir do baatein
Maine nazmo mein likha tujhe maan ke sanam
Tune dil ko hai toda ham haar gaye sanam
Teri yaadein hai sataayein aur aakhein hoti nam
Tujhe tut ke chahu na jabtak saansein hoti kam
Tujhe chordke tha jana bataya tune mujhe nahi
Dil mein koi aur bataya tune mujhe nahi
Jism pe hath tere pherta koi aur tujhe aane laga raas par bataya tune mujhe nahi
Bataya tune mujhe nahi
Kyu Bataya tune mujhe nahi
Ham tere piche hogye barbaad par
Ye samajh aaya kabhi tujhe nahi
Mujhe tu beetein pal woh lautade
Chahein tu mile mujhe jaise saugate
Main tere intezaar mein hoon betha
Chal mile aur karein phir do baatein
Mujhe tu beetein pal woh lautade
Chahein tu mile mujhe jaise saugate
Main tere intezaar mein hoon betha
Chal mile aur karein phir do baatein

WRITERS

Harsh Singh

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other