LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Zarii

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Faasla
Jaan ke bhi jaan na saka
Iltija
Hai yehi ke waqt tham jaaye zara
Kho na jaaun mai tujhme kahin
Kho na jaaye tere mann mai jo bhi
Darta hun ke door na kardun tumhe
Hun nahi
Hun nahi
Mai zarii

Mai zarii

Koi to wajah jo
Dil mera tujhpe ja ruka
Sadke mein tere khushiyan main vaaroon
Saari khwaahishein
Tere bina khaak hain
Hoon yahan
Teri yaadon ke saraabon mein mai gumshuda
Gumshuda
Kho na jaye
Kho na jaye
Hoon nahi, hoon nahi
Mai zarii

Mai zarii.

WRITERS

Mr. Doss, Prateeksha Srivastava, Rohit Pandey, Rishiraj Doss

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other