LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Shabbakhair

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ek khwaab jo khushmizaj sa mere roobaroo
Waabasta har sukoon mein shaamil
cazaad rooh meri
Itminaan, beshumaar musalsal ab ho mujhko
Khaalipan haqeeqat ka tha joh moujood na
cb markooz dhundla sa ho pada
Behne laga ab main gumshuda jheel mein behasaas
Band aankhon se dikhte qisse guzshita
Ruk jaata hun main mehfooz yaad pe
Raat ka ab intezaar hai
Jab main aankhein band kar lunga
Jab yeh duniya se khone lagagunga
Kehna ab chahoon, Shabbakhair
carzoo ab bedaar hoti hai Khwab mein
Tayyakhul mein daudun main raat din
Dasht-e-junoon mein main khushnuma, behaya
Ta'aluq kisi se na
Hai pata, bechain rehta is qaid mein
Bistar par lete na hil sakun
cisi dava ab mili joh qaraar de
Band aankhon se dikhte qisse guzshita
Ruk jaata hun main mehfooz yaad pe
Raat ka ab intezaar hai
Jab main aankhein band kar lunga
Jab yeh duniya se khone lagagunga
Kehna ab chahoon, Shabbakhair
Sone do, Jagaao na

WRITERS

Rohit Bhau

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other