Param Satya Hai Jinka NaamWohi Hai Bhagwaan Shree RamGhar Ghar Mein Hai Jinka NaamWohi Hai Bhagwaan Shree RamBolo Shree Ram Chandra Ki JayShree Ram Lalla Ki JayIs Desh Ki Mitti Mein Baste Hai WohAyodhya Nagri Mein Rehte Hai WohGhar Ghar Mein Hai KhushhaaliUnki chhavi hai niraaliHar Dil Se Nikle Ek Hi Naara - 2Shree Ram Ji Ka Jaykara - 2Bolo Shree Ram Chandra Ki JayShree Ram Lalla Ki JayEkta Ke Prateek Hai JoAyodhya Ke Yodhya Hai WohUthe Mann Mein Itihaas Ki Boli Bhakti mein faila de hum jholiBharat Mein Laaye Bhaichaara - 2Shree Ram Ji Ka Jaykara - 2Bolo Shree Ram Chandra Ki JayShree Ram Lalla Ki Jay