Main hoon yahan alone hoon
Main hoon yahan alone hoon
Puchha nahi logon se saath hai kya?
Vaadein hain ya bas baat hai kya?
Shaayad akela kyonki chamakta nahi
Aisa mat socho main samajhta nahi
Thaka hoon haara hoon main dhokon se bahut
Thaka hoon maangon main bas logon se maut
Asliyat hai ya meri hai soch
Swaarthi sab ya niyat mein khot
Thaka hoon haara hoon main dhokon se bahut
Thaka hoon maangon main bas logon se maut
Asliyat hai ya meri hai soch
Swaarthi sab ya niyat mein khot
Main hoon yahan alone hoon
Main hoon yahan alone hoon
Dhundh nahi paa raha apne bheed mein
Anjaan ko apna bana raha dil mein
Pyaara jhoot bolun pyaar bahut hai
Anjaan ko apna banana maut hai