Main jo bhi hoon gaa raha
Main jo bhi hoon gaa raha
Mere dimaag mein naa jaane kaun pukaare
Aasmaan mein dekhun dikhe bas gubare
Sota rehta main sab milkar mujhko utha rahe
Mummy pareshaan meri nazar utaare
Main jo bhi hoon gaa raha
Bottle hai saamne paani nahi pita
Kaam hai baaki main padh raha gita
Soch ke baadal kaise hataaun main
Anjaan kalaa maine udhna na sikha
Main jo bhi hoon gaa raha
Main jo bhi hoon gaa raha