LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

par

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Band kiya baaton ka bura maan na
Logon se zyada bura khudko bol diya
Band kiya logon ko maine jaan na
Bheed mein tere pichhe khudko kho diya

Tu meri khaas galat baat par na roothta
Main darr ke paas tum manane nahi aoge
Tumhare raaz main aaj bhi na puchhta
Raaz mein khaas kisi aur ko bataoge

Intezaar intezaar mein
Jaana maine waqt ko
Nahi karta izhaar main
Dil se niklo ab toh
Kehne ko keh doon
Dard ko seh loon
Par
Par

Intezaar intezaar mein
Jaana maine waqt ko
Nahi karta izhaar main
Dil se niklo ab toh
Kehne ko keh doon
Dard ko seh loon
Par
Par

Tune bola main kaale kapdon mein jachta
Tabhi aaj kal chaar jodi rakhta hoon
Kaale rang par daag nahi lagta
Tabhi main chhavi badnaam leke ghumta hoon

Tu meri khaas galat baat par na roothta
Main darr ke paas tum manane nahi aoge
Tumhare raaz main aaj bhi na puchhta
Raaz mein khaas kisi aur ko bataoge

Intezaar intezaar mein
Jaana maine waqt ko
Nahi karta izhaar main
Dil se niklo ab toh
Kehne ko keh doon
Dard ko seh loon
Par
Par

WRITERS

Ronit Makhija

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None