Hosh mein kya katega safar
Mere peeche peeche rahe ho tum
Main kya karun deewana hun
Peeche zamana main aage hun
Khud se main kabhi na juda
Bunta chala jo woh dhaaga hun
Wahan se toh main bhaaga hun
Hosh mein kya katega safar
I've been always lost in this crazy madness
There is no time for me to drown in any sadness
As being a cry baby is not good for this business
Coz I've always believed in delivering catchiness
Whoever wants to diss can go and wash my dishes
Putting me down will always be on your list of wishes
Hate me if you want or try loving my golden art
I love doing my music and music has my heart
Logon ki baaton ka mujh par koi asar nahi
Woh kya kehte rehte hain mujh ko woh khabar nahi
Unki sab baatein mere kaanon se guzar gayi
Bas kaanon mein mere baje yeh mera paagalpann
Hosh mein kya katega safar
Mere peeche peeche rahe ho tum