Yeh jo ishq karne ki khwaish hai
Unki gumraah karne ki saazish hai
Phir bhi mera yeh dil haazir hai
Rokun kaise bina jaane sach
Kitna bhi pyaar ab karogi tum
Mujh mein tumhari na basar hai
Dil par koi na asar hai (ho oh)
Ab kar lo tum (kar lo tum)
Mujh mein bacha na sabar hai (sabar hai)
Dil ko mere na khabar hai (khabar hai ho oh)
Jo apni pyaar karne ki aadat hai
Dil ki aakhon dekhi shahadat hai
Yeh samjha mehbooba hoti kaatil hai (kaatil hai)
Par thehre na yeh mann jaane sab
Jaane de mujhe (aise fas bhi na tu jaane de mujhe)
Uski kasam tujhe (uski kasam tujhe)
Kitna bhi peecha ab karogi tum
Mujhe tumhari na kadar hai
Dil par koi na asar hai (asar hai oooh)
Zara sa jhaank kar dekhogi tum
Sharam thodi bhi agar hai