Teri yaadon ko yaad karke
Par yeh ishq main bhula na sakun
Thami na teri yeh berukhi
Bole mujhe hai ishq tujhe
Teri baatein mein ulajh gaya
Kaha nahi tune sach mujhe
Mera dil wahin simat gaya
Dil toh aakhir mera dil hi tha
Tha tere bas mein ke toote na
Par tune jo yeh hashar hai kia
Yeh ishq tere liye bas ek khel tha
Dard ki leher ghata si hai
Toote dil mein bhi udaasi hai
Meri adhoori zindagi pyaasi hai
Jagah jo tere dil mein mil na saki
Mujhe un baaton ka gham na koi
Rooh tak meri chhaya jo yeh keher hai
Jaana main tere bina hi sahi
Jitni bhi baatein hain tune kahi
Mujhe toh woh maayine hi na rahi
Jayega dard jaate jaate mera
Par hun main tere bina hi sahi
Deewana mere jaisa hai na kahin
Laakh zakhm kha kar bhi hai yahin
Samaj na aa paaya tha mujh ko pehle
Fanah kar degi mera tu sabhi
Itna ab mujh mein sabr hi nahi
Tujhe jo sochun har pal har ghadi
Aayega bhi agar tera khayal
Sochunga na apni thi tu kabhi
Ravaana ravaana ravaana ravaana ravaana ravaana
Ravaana ravaana ravaana ravaana ravaana ravaana
Thami na teri yeh berukhi
Bole mujhe hai ishq tujhe
Teri baatein mein ulajh gaya
Kaha nahi tune sach mujhe
Mera dil wahin simat gaya
Dil toh aakhir mera dil hi tha
Tha tere bas mein ke toote na
Par tune jo yeh hashar hai kia
Yeh ishq tere liye bas ek khel tha
Meri adhoori zindagi pyaasi hai
O bewafa hoe ravaana ravaana
O bewafa hoe ravaana ravaana
Ravaana ravaana ravaana ravaana ravaana ravaana hoe
Ravaana ravaana ravaana ravaana ravaana ravaana (main thhk gaya hun teri yaadon ko yaad karke rukna chahun)
O bewafa hoe ravaana (par ruk na sakun)
Par yeh ishq main bhula na sakun
Ravaana ravaana ravaana ravaana ravaana ravaana (tu jo jaaye door dil se toh saans lun bhar ke par yeh ishq main)
O jaanejaan (bhula na sakun)