Jo mooh par wahi andar hai
Plate pe 80 number hai (UP 80)
Kari peeth peeche baatein
Aur sar mein daala bandana
Toofani flow se sab udte hain
Khud se nahi jaake bhidta
Wo aaj bheed mein bhatakte hain
10 din hain harr hafte mein
Main bhi finishing ke charche mein
Kartoos bharke shabdon mein
Jo lagti sabko gandi aadat
Nawaabi hain ye shauk mere
Jo mooh par wahi andar hai
Jo mooh par wahi andar hai
Par shaanti bhot pasand hai
Pyaar mein bhi thokar hai
In shabdon mein Dober hai
Sunne wale dheere-dheere 1 se 11 kya
Tum sabke liye hi ye gaaya
Shukriya sabka jinhone gaano ko failaya
Saare social pe bas karte hain
Bas baithe rehte ghar pe hain
Aur meme dekh ke haste hain
Le tera jo bhi haq se hai
Fir noton se sab dhakte hain
Jo mooh par wahi andar hai