LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ghar Wapsi (feat. Rasp)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jahaan dekho, jahaan dekho, jahaan dekho, jahaan dekho
Aatishbaazi aatishbaazi
Behne do, behne do, behne do, behne do
Dilon mein meri ghar wapsi
Chalte ban, baatein kam
Gaane mere gaate sab
Sunne wale bole
Rap ka main Schwarzenegger
Sach ka main gold digger
Mastaane dost idhar
Raasta jahaan mode
Mudta main befikar
Sabke saath main alag
Yaaron mein Chandler
Ladki fasaane mein
Adam main Sandler
Sacchi ye khabar
Main lootne mein aage
Diwali paas mein
Bachna main gambler
Kar kar kar
Ghamasaan kaam
Bach bach bach
Hawalaat saamne
Niyat jo bhi ho
Sharafat se kaam le
Hunar ko apne
Shor se naap le
Bhar bhar bhar
Teri khaali dukaan
Shabd shabd shabd
Mere bhaari samaan
Rakh rakh rakh
Thoda zyada khayal
21 topon se
Ye bhaari salaam
Jahaan dekho, jahaan dekho, jahaan dekho, jahaan dekho
Aatishbaazi aatishbaazi
Gaane do, gaane do, gaane do, gaane do
Abhi meri shuru kahaani
Kehne do, kehne do, kehne do, kehne do
Baatein saari nayi taazi
Behne do, behne do, behne do, behne do
Dilon mein meri ghar wapsi
Wapas idhar
Jahaan se main nikla tha
Rap game hi ghar hai
Iss ghar ka main chela sa
Khela tha, pela
Har shot game mein mera tha
Jeet ke main nikla
Trophy ka mela tha
On field nahi
Class mein bhi ghaatak
Off-beat nahi
Sunata jab aafat
Flow ye toofani
Par wo nahi kaafi
To shabdon mein bharta
Main Hulk wali taaqat
Rhymes mein aage
Chal mere saath
Sikhata chal ke
Ye rap wali class
Beat ka main kaatil
I'm killing from start
Pakad nahi sakte
Ye kaanoon ke haath
Maaloom hai na
Bhot aage tak jaana hai
Ghar pe aaj baitha
Kal stage pe bhi chaana hai
Sabko dikhana hai
Karke bataana hai
Rover matlab rap
Samjhe zamaana ye
Jahaan dekho, jahaan dekho, jahaan dekho, jahaan dekho
Aatishbaazi aatishbaazi
Gaane do, gaane do, gaane do, gaane do
Abhi meri shuru kahaani
Kehne do, kehne do, kehne do, kehne do
Baatein saari nayi taazi
Behne do, behne do, behne do, behne do
Dilon mein meri ghar wapsi
Jahaan dekho
Aatishbaazi
Gaane do
Shuru kahaani
Kehne do
Nayi taazi
Behne do
Ghar wapsi

WRITERS

Rohan Verma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

Abuse and Violence