World cup ka shor ye dil maange more
Ho jaaye muqabala the cup is at home
We are the men in blue sabse alag
Mehnat ki poori ab saath dega luck
Paltan taiyaar hai aur ghar pe hai cup
Jeet ke dikhaane ka banta hai haq
Hitman's pull and class of kohli
Hardcore fans ki taiyaar hai toli
Jaddu ki firki aur bumrah ki yorker
Jab saamne giregi tab lagegi goli
Pakistan ko salah rasta wo naap le
Chun chun ke lena in sabse hisaab hai
Champion banne ke wish maange har Banda
Thokenge chaati lehra denge jhanda
World cup ka shor ye dil maange more
Ho jaaye muqabala the cup is at home
Ho jaaye muqabala the cup is at home