Shahe Madina Shahe Madina
Shahe Madina Shahe Madina
Taiba Ke Wali Sare Nabi Tere Dar Ke Sawali
Tere Liye Hi Duniya Bani He, Neele Falak Ki Chaadar Tani Hai
Tu Agar Na Hota, Duniya Thi Khali, Sare Nabi Tere Dar Ke Sawali
Shah-e-Madina Shah-e-Madina Shah-e-Madina
Shahe Madina Shahe Madina
Qudmon Me Tere Arsh e Bari Hain
Tujhsa Jahan Me Koyi Nahi Hain
Kandhe Pe phir bhi Kamli He Kaali,
Sare Nabi Tere Dar Ke Sawali
Shah-e-Madina Shah-e-Madina Shah-e-Madina
Jalwe He Sare Tere Hi Dam Se, Aabad Aalam Tere Karam Se
Baqi Har Ek She, Naqshe Khayali, Sare Nabi Tere Dar Ke Sawali
Shahe Madina Shahe Madina
Mazhab Hei Tera Sab Ki Bhalayi, Maslak He Tera Mushkil Kushayi
Dekh Ke Apni Ummat Ki Khasta Haali, Sare Nabi Tere Dar Ke Sawali
Shah-e-Madina Shah-e-Madina Shah-e-Madina
Hai Noor Tera Shamso Qamar Mein, Tere Labon Ki Laali Sahar Mein
Phoolon Ne Teri Khushbu Chura Li, Sare Nabi Tere Dar Ke Sawali
Shah-e-Madina Shah-e-Madina Shah-e-Madina
Hain Ap Dukhiyon Ke Aaqa Sahare, Taaje Shafa’at Hai Sar Pe Tumhare
Hum Ko Aata Ho Rawze Ki Jaali, Sare Nabi Tere Dar Ke Sawali
Shah-e-Madina Shah-e-Madina Shah-e-Madina