Pura fashion mere body pe hai
Smoke kra sab jaise dead hu me
Boht hi hu high meko chahiye spaceship
Usse baatein krke lagta hai sab thik
Ohh baby sirf tu hi to hai meri jeet
Blue pill leke abhi me moon pe hu
Shawty chand se bhi jyada khubsurat hai tu
Blue pill leke abhi me moon pe hu
Shawty chand se bhi jyada khubsurat hai tu