LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Aadat

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Teri mohabbat ka nasha hai
Banke lahu ab ghul gaya hai
Ishq tera meri jaan hai
Tere bina hum reh na paayein
Teri mohabbat ka nasha hai
Banke lahu ab ghul gaya hai
Ishq tera meri jaan hai
Tere bina hum reh na paayein
Teri khushboo si phaili hui,
Tere khayalon se hai zindagi
Kiye hai hosh mere gum hi
Jab se mere dil main tu hai basee
Tu meri aadat, aadat, aadat, aadat, aadat ban gayi
Aadat, aadat, aadat, aadat, aadat ban gayi
Meri arzoo bhi tu, aur justajoo
Tu meri aadat, aadat, aadat, aadat, aadat ban gayi
Mmm...Mmm...Aaa
Teri aankhon mein
Teri baaton mein
Kho jaata hoon
Tu hi hai meri khushi
Hai meri hasee
Mera junoon
Tera pyaar ka hai suroor
Tere ishq ka hai kasoor
Teri chahat hi meri
Zindagi ka hai wajood
Mere dil se hardam poochoon kyun
Teri har ada par main fida hoon
Aadat, aadat, aadat, aadat, aadat ban gayi
Aadat, aadat, aadat, aadat, aadat ban gayi
Ooh...Tere bina hum reh na paayein
Meri jaan...Aaa
Tere bina hum reh na paayein
Aadat, aadat, aadat, aadat, aadat ban gayi
Tu meri aadat, aadat...Tu meri ban gayi

WRITERS

Reshma Vishwanathan, Rushil Vishwanathan

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None

From This Artist