LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Cold Hearted

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Akela hun mein raat mein
Na koi mere sath mein
Mein khud se baatein kar raha
Mein kyu khuda se lad raha
Kitabien thi galat meri
Jo school mein padhai thi
Mein bakshun na khuda ko bhi
Jo ki ye bewafai hai

Salary aati ek ko ye kharche berehem
Kishten mujhpe hasti pesa ho gya khatam
Zimmedarian kyu mujhpe kar rahi sitam
Naukri krte karte ban gya me besharam
Kitaab faadun gyaan ki jala dun aag mein
Padi hai digree meri dekho ye kabad mein
Chappal ghis ke jo dilai meri baap ne
Aankhein me churata jub wo hote saamne

Aatma ko latka do fansi pe
Jisam saza ke liye kaafi nai
Harna to ashiqui me banta hai
Jeb ka wajan mera halka hai
Manzil bhage mujhse door kyu
Kya mein apno ka sapna hi Tod dun
Dhoop me lagti mujhe thand hai
KyuPee ke ho rha bhand mein
Zindgi leti meri rozz hai
Use Hass ke taaalu Kanhun or le
Mujhe Darad deta sukhoon hai
Or Khushiyan deti mujhe chot hai
Mujhe rok leeMera naam le
Mujhe pyaar krrMujhe thaam le
Mere khwab meAao saamne
Meri rooh koAaraam de

Mein na mana Maa ki baatein
Sunke meri baatein Maa udaas hai
Wo hai bholi Wo ni soti
Maa ki Lori Maa hai roti
Maa ka daman Maa ka anchal
Maa ka saya Thokar lagi mujhe
Ansu meri ma ko aya

Sun meri baatein Khuda mujhko daate
Kaan kheechu khud ke
Maarun khud ko cahte
Corler pakad ke qisamt juka dun
Thokar me kha ke Has ke dikha dun
Dosti ke piche Duniya jala dun
Dhoke me kha ke bana bacche se mard
Gale ni laga baap ke Is baat ka hai dard

Dhundhli si hai raahey
Hum kishmato se lad rahey
Thokar lagti humko
Hum besharam se hus rahey
Khana khate thoda
Bharte taano se pet
Kyuki logo ne kiya hai
Meri thaali me cheed
Jootey mere gandey
Par dil rakhta saaf me
Ladna seekha baap se
Or duniya daari aap se
Do Jodi kapde pass me
Pehnu krke saaf mein
Ghumne niklun raat me
Mein bhaiyon ke sath me

Raat ho ya din ho Rehtey tennat
Mar mar ke jeete hain Zinda hai khwaab
Kisiko dhundhu na khud ki talash
Kuch bhi ho Do min krte jugaad
Gadi hila ke Den petrol hum naap
Chai Cigg fukte hain Tapri ke bhaar
Doston ke chakkar me kar dete kaand
Bande ki tere kyu fati hai gaand
Paytm ni krte ynha cash ka hai kaam
Khud hi na jane hum kitno ke baap
Mein Rubber lagta tu ata na bahar
Teesra per Chu le Or kr tu pranaam
Maadi teri mujhe de rahi line
DM me puche Baby are you fine
Humne sath me khela hai Ghar Ghar
Tu mama banega sabar kar

Dhundhli si hai raahey
Hum kishmato se lad rahey
Thokar lagti humko
Hum besharam se hus rahey
Khana khate thoda
Bharte taano se pet
Kyuki logo ne kiya hai
Meri thaali me cheed
Jootey mere gandey
Par dil rakhta saaf me
Ladna seekha baap se
Or duniya daari aap se
Do Jodi kapde pass me
Pehnu krke saaf mein
Ghumne niklun raat me
Mein bhaiyon ke sath me

WRITERS

Ravi Yadav

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other