Ye Karze mein sher tabhi karta hai naukri
Come back to karne do le lega boss ki
Itni kyu chaat-te ho kya ho gulaam
Saale salary se zada karwate ho kaam
Ye ghodon ki race yanha manager gadha hai
Kaam kuch nhi karta bas londi se laga hai
HR banati hai has ke rangoli
Chat chat ke kuch ki jubaan ho gyi peeli

Aane ka to hai yanha par jaane ka na time
Cahe Sunday ho ya Monday piche ghus jata hai client
Jitna bandi nahi karti unta karte ho tum phone
Jo chatega wo maze me rehte mujhpe rehta load
Formal pehen ke lagta hai main kar raha majdoori
Kal hi open to main work kar dun bas thodi hai majdoori
Salary aati hai aur uski izzat loote EMI
Break pe jake maarun sutta sath me pita hun main chai
Office wali crush ke gya thoda thoda close
Ceekhi bichki pagli mujhpe lagte lagte reh gya POSH
Shaadi shuda uncle yanha pe khaana cahte hain kanwari
Betha betha yanha sochu aane wali meri baari
Din bhar meeting meeting krte meeting mein hoti backchodi
Tension kam karne ko weekend pe pita main thodi thodi
Boss ke khabari saale chapri harkat teri aurat wali
Chugli din bhar krta rehta kitno ki to naukri kha li
Karte group bana ke favouritism jhootha yanha faminisam
Ghar jana to lo permission mens day ka na celebration
Kesa hoga dedication target zada salary hai kam
Mar chuka hai motivation draft mein mere resignation
Chill main karunga yanha se sick leave maar ke
Mujhe dasa hain unhi ne jo bhi mere khaas the
Mere senior se zada knowledge mere pass hai
Aur main aage nhi badha hun kyuki sher ni chaat-te
Ye Karze mein sher tabhi karta hai naukri
Come back to karne do le lega boss ki
Itni kyu chaat-te ho kya ho gulaam
Saale salary se zada karwate ho kaam
Ye ghodon ki race yanha manager gadha hai
Kaam kuch nhi karta bas londi se laga hai
HR banati hai has ke rangoli
Chat chat ke kuch ki jubaan ho gyi peeli
Ye Karze mein sher tabhi karta hai naukri
Come back to karne do le lega boss ki
Itni kyu chaat-te ho kya ho gulaam
Saale salary se zada karwate ho kaam
Ye ghodon ki race yanha manager gadha hai
Kaam kuch nhi karta bas londi se laga hai
HR banati hai has ke rangoli
Chat chat ke kuch ki jubaan ho gyi peeli
Apne kaam se pyar kar kyu company se karta hai
De degi kabhi bhi dhoka corporate mein ye chalta hai
Office aya late to tamasha ye bana dete
Aur Salary dete late company ghate mein dikha dete
Appraisal inse maango inko lagta hai dahej
Abe beti mujhe biyahega jo kar raha hai kalesh
Teri company se jaunga tujhko laat main maarke
Tujhe pehle bhi bola tha na ki sher ni chaat-te