Waqt Ne kyoun Haath Chodha
Rukh Se Tere Rukh Hai Mohda
Kyoun Hai Yeh Baaten Bezubaan
Naa Tum Milo, Naa Mai Milun
Phir Bhi Pyaar Intzaar Hai Naa.....
Naa Tum Milo, Naa Mai Milun
Phir Bhi Pyaar Intzaar hai Naa.....
Yeh Faasle kyoun aise hai Darmeyaan
Naa Tum Milo, Naa Mai Milun
Phir Bhi Pyaar Intzaar Hai Naa.....
Naa Tum Milo, Naa Mai Milun
Phir Bhi Pyaar Intzaar Hai Naa.....
Naaraaz Rehte hai, Mere Yeh Khaab Aksar Kyou
Naaraaz Rehte hai, Mere Yeh Khaab Aksar Kyou
Pareshaan Se Rehte Hai, Mere Jazbaat Aksar Youn
Aa Tujhse Keh Dun Mai, Ho Rubaroo
Naa Tum Milo, Naa Mai Milun
Phir Bhi Pyaar Intzaar Hai Naa.....
Kyoun Raaste Dono Ke Hai Youn Juda
Naa Tum Milo, Naa Mai Milun
Phir Bhi Pyaar Intzaar Hai Naa.....
Teri Yaadon Ke Sahaare, Kaise yeh din guzaare
Toota Yeh Dil Ka Taara Haara Dil Bechaara
Teri Yaadon Ke Sahaare, Kaise yeh din guzaare
Toota Yeh Dil Ka Taara Haara Dil Bechaara
WRITERS
Rehaa Khann, Shruti Shukla, Saajif Salaam, Saajid Salaam