LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kahin Raat Kahin Din

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kahin raat kahin din ho jaaye
Ek pal mein jahan do ho jaaye
Kya pata kab aakhri kya
Meri pehchaan ho jaaye
Sagar ko paana tha
Doobna tha nahi
Iraade the kayi vaada
Tha nahi
Koi khabar meri puche
Kahan hai woh
Koi khabar meri puche
Kahan hai woh
Aaj aaj nahi hai akela kahin hai
Besahara nahi hai betaab nahi hai
Zinda hai yaaro ye kam nahi hai
Ye kam nahi hai ye ye gham nahi hai
Aaj aaj nahi hai akela kahin hai
Besahara nahi hai betaab nahi hai
Zinda hai yaaro ye kam nahi hai
Ye kam nahi hai ye ye gham nahi hai
Kahin raat kahin din ho jaaye
Ek pal mein jahan do ho jaaye
Kya pata kab aakhri kya
Meri pehchaan ho jaaye
Sagar ko paana tha
Doobna tha nahi
Iraade the kayi vaada
Tha nahi
Koi khabar meri puche
Kahan hai woh
Koi khabar meri puche
Kahan hai woh
Aaj aaj nahi hai akela kahin hai
Besahara nahi hai betaab nahi hai
Zinda hai yaaro ye kam nahi hai
Ye gham nahi hai ye ye gham nahi hai
Aaj aaj nahi hai akela kahin hai
Besahara nahi hai betaab nahi hai
Zinda hai yaaro ye kam nahi hai
Ye gham nahi hai ye ye gham nahi hai

WRITERS

Gaurav Shukla

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other