LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Pehchaan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Pehchaan tujhse hai
Toh dil ye kya kare
Baithe hain saath to
Anjaan kyu rahein
Pehchaan tujhse hai
Toh dil ye kya kare
Baithe hain saath to
Anjaan kyu rahein
Ye raat hai gavah
Taare bhi yahan
Teri hi aankhon mein doobe hain kya karein
Pehchaan tujhse hai
Toh dil ye kya kare
Baithe hain saath to
Anjaan kyu rahein
Uljhe hain
Suljhe hain
Tumse ye
Jazbaat jo mile
Sehte hain
Kehte hain
Karte hain
Tumhe pyaar kya karein
Bechain hai ye
Mulaaqaat kya karein
Tujhse jude hain
Kai raaz kya karein
Jo tu hai yahan
O mehrunisa
Teri hi afat ke
Charche hain kya karein
Pehchaan tujhse hai
To dil ye kya kare
Kyun dekhe mujhko
Teri nazar
Kyun maange mujhse
Meri khabar
Tujhko pana hai ye
Dil ne kasme khaali
Is qadar ki main
Tera deewana ban gaya
Uljhe hain
Suljhe hain
Tumse ye
Jazbaat jo mile
Sehte hain
Kehte hain
Karte hain
Tumhe pyaar kya karein

WRITERS

Gaurav Shukla

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other