LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Seher

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Is seher ke liye
Sau zameen chhod kar
Chalta raha
Seheta raha
Maangi dua
Dekhti hai nazar
Ek hansi khawab ko
Dhundhla sa rang
Us khwaab pe
Chadhne laga
Sifarish karein mann ki
Gehraiyaan
Ujaalo se mehki hain ye
Kyariyaan
Bandhe nahi
Udne bhi de
Mujhko hai
Durr jaana
Arso se jo
Chahat jale
Uss lau mein
Jal jaana
Is yakeen ne diye
Berehem faasle
Unse hi main
Har pal yahan
Ho kar chalaa
Sifarish karein mann ki
Gehraiyaan
Ujaalo se lipti hain ye
Kyariyaan
Bandhe nahi
Udne bhi de
Chalke hai
Durr jaana
Kahan maine jaana
Raha kyu begana main
Khud se anjana
Kaarwaan
Kahan mera ghar hai
Tanha ye safar hai na
Ab kiski fikar hai
Saathiya
Sifarish karein mann ki
Gehraiyaan
Ujaalo se lipti hain ye
Kyariyaan
Bandhe nahi
Udne bhi de
Chalke hai
Durr jaana
Arso se jo
Chahat jale
Uss lau mein
Jal jaana
Is seher ke liye
Sau zameen chhod kar
Chalta raha saheta raha
Maangi dua

WRITERS

Gaurav Shukla

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other