Janey tum kaha se aaye lagta hai aaj kal
Sapno mein sajey us saaye ka tum ho humshakal
Jaane kaise kahey dil toh hai bejubaan
Kehna chahu bhi toh lafz hai lapata
Raaste bhi khaali bas baatein he hai humdum
Baaton baaton mein taare kho gaye
Jaatey jaatey lamhe de gaye
Jaane kaise kahey dil toh hai bejubaan
Kehna chahu bhi toh lafz hai lapata