Barish ki ye bunde jo tera ehsas dilaye
Dil karta hai is barish m tarbatar ho jaye
Barish ki ye bunde jo tera ehsas dilaye
Dil karta hai is barish m tarbatar ho jaye
Aaaja teri suljhsi zulfon mein ulajha jaenn
Barish ki ye bunde jo tera ehsas dilaye
Dil karta hai is barish m tarbatar ho jaye
Sangmarmar sa badan ye tera
Nahi pr tu hai meri gazal si
Sang marmar sa badan ye tera
Nahi pr tu hai meri gazal si
Tu hi bata is mausam m kese khudko samjhae
Aaja tere kandhe pr rakh ke sar so jaye
Aaja teri suljhi si zulfon mein uljh jaye
Barish ki ye bunde jo tera ehsas dilaye
Dil karta hai is barish m tarbatar ho jae