Khumaar Mein Tere Jee Rahe Yun
Ke Humsa Koi Jiya Na Hoga
Nahi Tamanna Ke Jaan Lo Tum
Main Jaanta Hoon Yahi Bahaut Hai
Ye Ishq Harghis Aaya Na Hoga
Wafa Mein Teri Jo Mit Gaye
Toh Phir Humsa Koi Mita Na Hoga
Jo Pyaar Tumse Kiya Hai Humne
Baya Bhi Lafzo Mein Ab Na Hoga
Khumaar Mein Tere Jee Rahe Yun
Ke Humsa Koi Jiya Na Hoga
Tha Bekhabar Main Toh Gumnaam Tha
Maine Jaana Hai Khudko Tere Naam Se
Sunle Teri Har Khushi Ke Liye
Ye Jahan Waar Doon Main Tere Naam Se
Hume Nahi Hai Kisise Matlab
Kisiko Bhi Jaante Nahi Hai
Fanaah Jo Hone Pada Bhi Tujhme
Na Hoga Charcha Kisi Jubaan Pe
Yun Aise Koi Fanaah Na Hoga Oo
Khumaar Mein Tere Jee Rahe Yun
Ke Humsa Koi Jiya Na Hoga Oo
Nahi Tamanna Ke Jaan Lo Tum
Main Jaanta Hoon Yahi Bahaut Hai
Ye Ishq Harghis Aaya Na Hoga
Wafa Mein Teri Jo Mit Gaye
Toh Phir Humsa Koi Mita Na Hoga
Khumaar Mein Tere Jee Rahe Yun
Ke Humsa Koi Jiya Na Hoga
Khumaar Mein Tere Jee Rahe Yun
Ke Humsa Koi Jiya Na Hoga