Duniya sidhi bhi itni nha
Bolu mai jubba se thoda kaam
Par chasme e baador bawaal hai
Mujhe pata hai na koi bhi mere sath mai
Mujhe pata hai na mere hai kuch bhi haat mai
Bss I just know that ye karmo ki hai kahani sari
Ghumege jarur mere jo bhi ye haalat hai
Akele baith ke mai khudko hi bss dhundta
Like I'm just lost in wonderland par na maasum tha
Ye waqt ka hai phar gujare sabke samane se
Dekhe Bin bita diya tho tera hi kasur tha
Mujhe pasand kyu Khalipaan jab sath mai Anekh
That's like I'm in the phase illusion jaha par lagte fake
Yaha pe baatien meri sunti na kissi ko saaf
Par paise bolte hi puche kya massala janaab
Tabhi Mai contradict karu bss apni baatto ko
Sona na hai pasand par sone se karu mai pyaar
That's how the cycle of this world is going beware
Yaha bole kuch samjhate kuch aur karte kuch bhi yaar