Kon se tere kaam bataa de
Din bhar dekhu raah tu na aaye na aaye balma
Kyu Adhi raat ko hi gate khadkaye balma
Matlab ki yaari hai sab ko pta tera
Ruthe subaah fir raat ko khud hi mnaaye tu balma
Kyu aadhi raat ko hi gate kadkaaye balma
Na jaane kaise karta tu hai re
Teri baaton se dhal jaate hai
Jaadu hai koi bahon me teri
Bas Hum yaara pighal jaate hai
Aise hi kyu phir humko ko staye balma
Kyu aadhi raat ko hi gate kadkaaye balma