Kabhi khoya tha rasta phir gum hi rahe iss dhool mein
Kabhi socha jahan tha phir rulte rahe iss shor mein
Ho ke bhi huye rawan, bedishaa
Pohanchein ge samander ko jaisay darya
Mein na janoon kisi ko jo kisi talash mein na ho
Mein na manoon un sab ko jo kehte hain sab jawab hain unke pas
Ho ke bhi huye rawan, bedishaa
Pohanchein ge samander ko jaisay darya
La la laa la la la laa la la laa