LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ayyo Miranda

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mujhe gaali deti dil ke andar
Teri baaton mein uljha bacha lo mujhe
Dhoom tana Dhoom tana nana dum dum
Dhoom tana Dhoom tana nana dum dum
Tujhe chahne walon mein main number
Tujhe pooch raha hoon sawaal hai mujhe
Dhoom tana Dhoom tana nana dum dum
Dhoom tana Dhoom tana nana dum dum
Kya tujhe pyaar karoon main tujhe kya kahoon
Kya izhaar karoon jub aitbaar na ho
Main intezaar karoon
Na tujhe yaar kahoon
Ek baat karoon main mere saath
Choti choti baaton par na samjho buni baat
Aisi mulaqaatein hoti rehti main hoon star
Aisi choti baatein hoti rehti hain Salar
Chor
Nee Ayyo Miranda
Tere bina raha nai jaata
Yeh dukh saha nai jaata
Tere bina raha nai jaata
Nee Ayyo Miranda
Tere bina raha nai jaata
Yeh dukh saha nai jaata
Tere bina raha nai jaata
Tera labon ne chooa jo banjar
Innhein choom khila tha bhula do mujhe
Dhoom tana Dhoom tana nana dum dum
Dhoom tana Dhoom tana nana dum dum
Teri raahon mein behta samandar
Iss mein doob raha tha duba do mujhe
Dhoom tana Dhoom tana nana dum dum
Dhoom tana Dhoom tana nana dum dum
Aik baat samajh li
Aik raat guzaar ke
Tujhe farq nai parta
Tujhe kyun nai parta
Kisi pe nai marti
Kisi se nai darti
Mera jo khyaal hai
Tu kyun nai samajhti
Samjha kya tha maine tujhe
Bane ek main saaron mein se
Kisi se dil laga ke dekh
Tu Chor
Nee Ayyo Miranda
Tere bina raha nai jaata
Yeh dukh saha nai jaata
Tere bina raha nai jaata
Nee Ayyo Miranda
Tere bina raha nai jaata
Yeh dukh saha nai jaata
Tere bina raha nai jaata
Nee Ayyo Miranda
Teri baaton mein uljha bacha lo mujhe
Nee Ayyo Miranda
Tujhe pooch raha hoon sawaal hai mujhe
Hayee Ayyo Miranda
Innhein choom khila tha bhula do mujhe
Nee Ayyo Miranda
Iss mein doob raha tha duba do mujhe

WRITERS

Salar Shamas

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

Substance Use