LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Masiha Ki Talaash

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khwaaisho ke jungl mei
Paaya khud ko uljha hua
Bin chein aur bin raahat ke
Khwaabo ke jheel mei
Paaya khud ko dooba hua
Bin chein aur bin raahat ke

Khoya rehta hu hardum
Khud ko poora bhula kar
Mukti chahu apne
Lato se aur ghrino se
Dhoonde rooh mera kinaara
Khoje tann mera sahara (mera sahara)
Shanti mai chahu apne

Jeevan mei, mann mei, tann mei, dil mei
Jeevan mei, mann mei, tann mei, dil mei
Oh-oh-ooh

Masiha ki talaash hai
Jeevan mei mujhko
Aas hai, talaash hai, moksh ki
Haan hai talaash Masiha ki
Haan hai kashish mohabbat ki
Haan hai talaash Masiha ki
Masiha ki talaash hai

Rooh mera chahe uddhar
Rooh mera chahe uddhar
Rooh mera chahe uddhar
Rooh mera chahe uddhar

Mukti mai chahu apne
Shanti mai chahu apne

Jeevan mei, mann mei, tann mei, dil mei
Jeevan mei

WRITERS

Sam Christy Varghese

PUBLISHERS

Lyrics © thelastepistlesRecords Publishing, THELASTEPISTLESRECORDS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other