Rukna mana hai par fir bhi tujhe rukna hai
Sapne karne pure toh fir sapno ko bhi chutna hai
Sapne karne pure toh fir neend se bhi uthna hai
Sochle zindagi bhar ka gam ya ek baar me hi uthna hai
Khudka hai sapna fir bhi na pura tu karta hai
Bujhta hai fir vo aag jo tere andar jalta hai
Jeena hai khush hoke ki maine kar dikhaaya
Ya fir kaash kar leta ye ssoch ke tujhe marna hai
Bhul gaya aasaani se tu ki kaise unhone karaya mehsus
Bhul gaya aasaani se tu ki kaise unhone kiya misuse
Bhul gaya aasaani se tu ki toda tha dil jabki sachha tha tu
Bhul gaya aasaani se tu ki kaafi kuch abhi bhi karna hai proove

Tujhe yaad dilaane aaya hu mai
Logo ne uthaya fayda failaya raayta taaki mile zaayka
Tabhi mai bhula hu kaayda bana alqaeda rok nahi paayega
Banaate pahaad ye rai ka shauk hai chai ka nakli ye china
Haara toh bhi gam kaayka uss seekh se tu jeet jaayga
Mere asli roop ko tu jaanta nahi hai
Tabhi kya kya mai kar sakta pehchaanta nahi hai
Karu itni mehnat kyunki haarna nahi hai
Agar haar bhi gaya toh haar maan na nahi hai
Maa baap ka ucha karna sar
Tab bane khabar aur hoga safal