Nazron se jo khwaab hai chal ke
Dil hi dil me tera ho gaya
Na samaj yeh dil kho gaya
Dhadkano ne kuch yeh kaha
Dhadkano ne kuch yeh kaha
Dil ki kahani tujhse shuru hai
Baaton ne teri aise chuua hai
Dil hi dil mein tera ho gaya
Na samaj yeh dil kho gaya
Dhadkano ne kuch yeh kaha
Dhadkano ne kuch yeh kaha
Nazron se jo khwaab hai chal ke
Dil hi dil me tera ho gaya
Na samaj yeh dil kho gaya
Dhadkano ne kuch yeh kaha
Dhadkano ne kuch yeh kaha