LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Chalo Door Kahin

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kabhi raaste mein chaltay phirtay tumse
Mushkilon se lartay bhirtay khud se
Kia likhoon, parhoon, boloon main tumse
Arz kia karoon safou ko bhar ke
Kabhi sheeshe main khud ko jo dekhoon
Aankhoun mein khud ki tumhe paaloon
Saansoun mein tumko apni main yun samaloon

Saath dena fikar na tum karna
Bhala kal milein na milein hum tum
Thaame haath
Chalain beete pal ko peeche chorein
Mur ke na dekhein hum tum

Chalo door kahin
Nahi kuch bhi yahin
Jahan nahi koi
Sukoon hai wahin
Afsaanou mein bhi
Kahaani aisi nahi
Jab jab tum saans lou
Jeeloon main zindagi

Duniya jahan ki baatein tumse kehdoon
Dil ki baato mein lafz khodoon
Miljayen nazrein
Aankhoun se main yeh kehdoon
Baat karna ghabra tum na jana
Choro duniya ko tum hojayen ghum sum
Haazir hoon main
Tumhara hi hoon main
Bolou aik doojey mein khojaein hum tum

PUBLISHERS

Lyrics © Unison Rights S.L., Audiam, Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other