Samar, you know how i have been thinking
About our friendship and how weird it's been
So, why don't you just say you love me
Meri ho meri ho meri ho meri raho gi tum
Chalein ge jahan bhi lejaye gi hum ko yeh dhunn
Bhulaa ke ghamoun ko jo kho jaein waadiyon mein hum tum
Meri ho meri ho meri ho meri raho gi tum
Bayaan na hota haal e dil mujhse
Shuru ho chuki khayalo mein kab se
Tere sang jo rehta hoon rehta hoon bhool main jaata hoon apne gham
Saharaa jo mila hai mujhe rahey yun tera har dum
Parwa na karengay zamane ki hojaein ge hum gum
Meri ho meri ho meri ho meri raho gi tum
Meri ho meri ho meri ho meri raho gi tum