LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Aasmaan Khula

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dil ne kaha hai ye
Tham ja zara tu
Tham ja

Khulne laga hai kyun
Thora thora ye
Aasmaan

Bahein phelaaye
Khushiyon ko hum
Bulaaein

Koi wajah na
Phir bhi
Muskaraein

Gar ho andhera
Roshni ko hum
Jagaaein

Teri Khushi ko
Zindagi mein hum
Sajaaein

Hoo

Koshish ho kaamil
Waadey to hain bewafa

Hoo

Kar lo sab aj
Kal ka kuch nahi pata

Haathon mein haath le ke
Thora sa saath de ke
Dekho zara
Hum kya kar payein

Rokey na koi hum ko
Hai parwah bhi kis ko
Jo bhi hum chaahein
Woh jeet jayein

Jab ho andhera
Roshni se hum mitaaein
Raahein ho mushkil
Saath tera hum nibhayein

Kar ke ye waada
Dosti ko hum jataaein
Tu hai to mein hoon
Ek saath hein raahein

Hooo

Koshish ho kaamil
Waadey to hain bewafa

Hoo

Kar lo sab aj
Kal ka kuch nahi pata

Waiting for you to say
You were so right my friend
All I would really say
I told you so.

WRITERS

Samra Khan

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None