LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Naraaz Si

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tu hai naraaz si
Main bhi toh naraaz hu
Kaise kehdu ki main
Bin tere abaad hu
Kaise jiyenge na ye socha kabhi
Aaya samajh mein tumko kho k he hai

Tu hai nadaan si
Main bhi to nadaan hu
Kaise kehdu ki main
Bin tere abaad hu

Hairaan main bhi to hoon
Tujhse ye kaise kahoon
K chahat ho tum meri
Tum bin main kaise rahoon
Raahein alag ye chahe ho bhi gayi
Rehna to maine tere dilme he hai

Tu hai baichan kyun
Aa tujhko araam du
Teherja do pal ko tu
Do pal na main bhi chalu

Tu hai naraaz si
Main bhi to naraaz hu

WRITERS

Sanam Malik

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None